Zameen Maili Nahin Hoti Naat Shareef Lyrics ek mashhoor aur dil ko chhoo lene wali naat hai, jise kai mashhoor naat khwanon ne apni khoobsurat aawaz mein pesh kiya hai. Is naat ke shayar Sayyid Nasir Hussain Chishti hain. Yahan Roman Urdu, Hindi, Urdu aur Gujarati mein mukammal lyrics diye gaye hain.
Table of Contents
| No. | Section |
|---|---|
| 1 | Zameen Maili Nahin Hoti Naat Lyrics in Roman Urdu |
| 2 | ज़मीं मैली नहीं होती Lyrics in Hindi |
| 3 | زمین میلی نہیں ہوتی Lyrics in Urdu |
| 4 | Gujarati Lyrics |
| 5 | Naat Details |
| 6 | FAQs |
Zameen Maili Nahin Hoti Naat Lyrics in Roman Urdu
Zameen maili nahin hoti zaman maila nahin hota
Muhammad ke ghulaamon ka kafan maila nahin hota
Mohabbat Kamli wale se wo jazba hai suno logo
Ye jis man mein sama jaaye, wo man maila nahin hota
Nabi ke paak langar par jo palte hain kabhi un ki
Zubaan maili nahin hoti, sukan maila nahin hota
Gulon ko choom lete hain sahar nam shabnami qatre
Nabi ki naat sun lein to chaman maila nahin hota
Jo Naam-e-Mustafa choomein, nahin dukhti kabhi aankhen
Pehan le pyar jo unka, badan maila nahin hota
Tijori mein jo rakha hai siyahi aa hi jaati hai
Bate jo naam par unke wo dhan maila nahin hota
Nabi ka daaman-e-rahmat pakad lo, ae jahan walo
Rahe jab tak ye haathon mein, chalan maila nahin hota
Main naazan to nahin fun par magar, Nasir! ye daawa hai
Sana-e-Mustafa karne se fun maila nahin hota
ज़मीं मैली नहीं होती Lyrics in Hindi
ज़मीं मैली नहीं होती ज़मन मैला नहीं होता
मुहम्मद के ग़ुलामों का कफ़न मैला नहीं होता
मोहब्बत कमली वाले से वो जज़्बा है सुनो लोगो
ये जिस मन में समा जाए, वो मन मैला नहीं होता
नबी के पाक लंगर पर जो पलते हैं कभी उनकी
ज़बाँ मैली नहीं होती, सुक़न मैला नहीं होता
गुलों को चूम लेते हैं सहर नम शबनमी कतरे
नबी की ना’त सुन लें तो चमन मैला नहीं होता
जो नाम-ए-मुस्तफ़ा चूमें, नहीं दुखती कभी आँखें
पहन ले प्यार जो उनका, बदन मैला नहीं होता
तिजोरी में जो रखा है सियाही आ ही जाती है
बंटे जो नाम पर उनके वो धन मैला नहीं होता
नबी का दामन-ए-रहमत पकड़ लो ऐ जहाँ वालो
रहे जब तक ये हाथों में, चलन मैला नहीं होता
मैं नाज़ाँ तो नहीं फ़न पर मगर, नासिर! ये दावा है
सना-ए-मुस्तफ़ा करने से फ़न मैला नहीं होता
زمین میلی نہیں ہوتی Lyrics in Urdu
زمیں میلی نہیں ہوتی، زماں میلا نہیں ہوتا
محمد کے غلاموں کا کفن میلا نہیں ہوتا
محبت کم لی والے سے وہ جذبہ ہے سنو، لوگو!
یہ جس من میں سما جائے، وہ من میلا نہیں ہوتا
نبی کے پاک لنگر پر جو پلتے ہیں کبھی ان کی
زباں میلی نہیں ہوتی، سخن میلا نہیں ہوتا
گلوں کو چوم لیتے ہیں سحر نم شبنمی قطرے
نبی کی نعت سن لیں تو چمن میلا نہیں ہوتا
جو نامِ مصطفیٰ چومیں، نہیں دُکھتی کبھی آنکھیں
پہن لے پیار جو ان کا، بدن میلا نہیں ہوتا
تجوری میں جو رکھا ہے سیاہی آ ہی جاتی ہے
بٹے جو نام پر ان کے وہ دھن میلا نہیں ہوتا
نبی کا دامنِ رحمت پکڑ لو، اے جہاں والو!
رہے جب تک یہ ہاتھوں میں، چلن میلا نہیں ہوتا
میں نازاں تو نہیں فن پر مگر، ناصر! یہ دعویٰ ہے
ثناء مصطفیٰ کرنے سے فن میلا نہیں ہوتا
Gujarati Lyrics
ઝમીં મૈલી નહીં હોતી ઝમન મૈલા નહીં હોતા
મુહમ્મદ કે ગુલામોં કા કફન મૈલા નહીં હોતા
મોહબ્બત કમલી વાલે સે વો જજબા હૈ સુનો, લોગોં
યે જિસ મન મેં સમા જાયે, વો મન મૈલા નહીં હોતા
નબી કે પાક લંગર પર જો પલતે હૈં કભી ઉન કી
ઝુબાન મૈલી નહીં હોતી, સુકન મૈલા નહીં હોતા
ગુલોં કો ચૂમ લેતે હૈં સહર નમ શબનમી કતરે
નબી કી નાત સુન લેં તો ચમન મૈલા નહીં હોતા
જો નામ-એ-મુસ્તફા ચૂમેં, નહીં દુખતી કભી આંખેં
પેહન લે પ્યાર જો ઉનકા, બદન મૈલા નહીં હોતા
તિજોરી મેં જો રાખા હૈ સિયાહી આ હી જાથી હૈ
બટે જો નામ પર ઉનકે વો ધન મૈલા નહીં હોતા
નબી કા દામન-એ-રહમત પકડ લો, એ જગ વાલો
રહે જબ તક યે હાથોં મેં, ચલન મૈલા નહીં હોતા
મૈં નાજાં તો નહીં ફન પર મગર, નાસિર! યે દાવા હૈ
સના-એ-મુસ્તફા કરને સે ફન મૈલા નહીં હોતા
Naat Details
| Details | Information |
|---|---|
| Naat Name | Zameen Maili Nahin Hoti |
| First Line | Zameen Maili Nahin Hoti Zaman Maila Nahin Hota |
| Poet (Shayar) | Sayyid Nasir Hussain Chishti |
| Language | Urdu |
| Scripts Available | Roman Urdu, Hindi, Urdu, Gujarati |
| Genre | Naat Shareef |
| Popular Naat Khwan | Shahbaz Qamar Fareedi, Hafiz Ahmad Raza Qadri, Ghulam Mustafa Qadri |
FAQs
Who wrote “Zameen Maili Nahin Hoti” Naat?
Is mashhoor naat ke shayar Sayyid Nasir Hussain Chishti hain.
Who recited this Naat?
Is naat ko Shahbaz Qamar Fareedi, Hafiz Ahmad Raza Qadri aur Ghulam Mustafa Qadri ne apni khoobsurat aawazon mein pesh kiya hai.
In which languages are the lyrics available?
Ye lyrics Roman Urdu, Hindi, Urdu aur Gujarati mein uplabdh hain.
What is the first line of the Naat?
“Zameen Maili Nahin Hoti Zaman Maila Nahin Hota, Muhammad Ke Ghulamon Ka Kafan Maila Nahin Hota.”